Saturday, January 29, 2011

KAHANI LE LO..

guchha hai bhai guchha hai
kahaniyon ka guchha hai
kahani lelooooooooo

bhari-bharkam ek kahani... kele ke chhilke pe fisli
ek kahani halki-fulki..ud jaye wo ban ke titli
khatti ho to namak laga ke..
khatti ho to namak laga ke, gale me atke, pani lelo
lelo
leloooooooooooooo

guchha hai bhai guchha hai
kahaniyon ka guchha hai
kahani lelooooooooo

1 comment: